Hamara har lamha chura liya aapne,
aankhon ko ik chand dikha diya aapne,
jahaa jaaye bas lagtaa hai aap hi aap ho,
khayaalo me rehkar hume diwaana banaa diyaa aapne…
Diwaana banaa diyaa
The URI to TrackBack this entry is: http://nuts.wordpress.com/2008/07/09/diwaana-banaa-diyaa/trackback/
apni aankhon ko tere intezar k naam kar diya., tere pyar ko jinda rakha khud ko badnam kar diya…..
tumhari aadaoon ka kahin koi jawab nahi.,
mana rahe hain dil ko k tum haqeeqat ho khwab nahi .,
bhala kabhi pariyan bhi zameen pe utarti hai.,
dekhte hain tumhe to hame ye khuda ki galti lagti hai…
muskurate hain wo to sehra bhi gulistan ban jata hai.,
unka jara hansana na jane kitno ko jeena sikhata hai.,
fariyad hai us khuda se ke unki ye hansi yoonhi barkarar rahe.,
aur wo jaye jahan rahe khusiyali, aur unki hansi se khilkhilata ye sansar rahe……
Hi jai,
kyaa baat hai..bahut dino baad aapki shaayari padke bahut bahut achaa lagaa…
kahaa gaayab ho jaate haai aap?
reply,
Nuts
wo ek nazar jisne diwaana bana diya
chhupaaya lakh is jaha se magar
aakho ne afsaana bana diya
yu to roz talak chalakte the paimaane
aaj ek sharaab ne hame maikhaana bana diya
jab toot-ta hain ashq koi
to usme surat teri hoti hain
tere saaye se hain muhabbat hame
tujhe haasil kiya na kiya
ke ab to har ek shaqs ki surat me murat teri hoti hain
aitbaar nahi hota magar
na jaane kyo ye dil gawaahi deta hain
tera saaya,teri aarzo hi kaafi hai
jeene ke liye
ke zaroorat is jahaan me noor ki
har kisi ko hoti hain.
na koi shikwa hain tere bekhabar hone kaa
na bewafaai ka ilzaam denge hai tujhe
ki hamne jo ki hain muhabbat tujhse
to teri shikaayat kaise hoti hain.
Chahat wo nahi jo jaan deti hai,
Chahat wo nahi jo muskaan deti hai.
Ae dost chahat wo hai,
Jo pani mein gira aansoo pehchan leti hein.
Dard se hath na milate to or kya karte,
Gam ke aansoo na bahate to or kya karte.
Usne maangi thi humse roshni ki dua,
Hum khud ko na jalate to or kya karte.
hi pawan,
aapki shaayari to bilkul dilko chu gayi….
likhte rahiye…
Nuts
nice shayri ….
pawan likhte raho..