Haafiz khuda, iss ishq ka… pyaar ka,
Haafiz khuda, ab har jagah… hai wafa,
Aankhon mein jo tasveer hai,
Mere khawabo ki taabeer hai…
Haafiz khuda, iss ishq ka… pyaar ka,
Haafiz khuda, ab har jagah… hai wafa.
Mujhko pata ab chal gaya,
Ke kitni rangeen hai kismat meri.
Darr tha magar, ab hai khabar,
Ki hai yeh chahat salamat meri.
Haafiz khuda, haafiz khuda,
Badi pyaari si hai meri dua.
Hai masoom sa, haan yeh dil bada,
Jo bhi isne chaha tha, woh mil gaya.
Haafiz khuda, iss ishq ka… pyaar ka,
Haafiz khuda, ab har jagah… hai wafa,
Aankhon mein jo tasveer hai,
Mere khawabo ki taabeer hai…
Haafiz khuda, iss ishq ka… pyaar ka,
Haafiz khuda, ab har jagah… hai wafa.
– Lyrics (Tasveer)
Couldnt resist( again).
I saw someone like you today and Instantly, the whole world came to standstill. so , thought I should say hello. Hope you are doing well.
hello there..
Thanks for dropping a messg here. I am sure we aint strangers, and whoever you are..just to let you know i am doing nyc and lifes good…..
if you can let me know whos this…in all good faith …..
Nuts