Pal pal ab humne unhe sataana chod diya,
Har baat ab labo se bataana chod diya,
Rooh is kadar aaj dard se tadap gayi,
Kyaa bataaye, bas aankho ne muskuraana chod diyaa…
Yaado ke karvaan me aana jaana chod diya,
Tinke Tinke se apne aap ko behlaana chod diya,
Toot kar is kadar jo bihkhar ke reh gaye,
Kyaa bataaye, bas aaj apna ashiyaana chod diya….
Advertisement
हर insan ki अलग saan hoti he,
हमारे sms ki अलग पहचान hoti he,
हर kisi ko nhi करते sms,
करते है to unhe jinki sweet se muskan hoti h
D%P
asslam o alekum
dil pe zulfoon ka teri, palkon ka sirf sayaa he
teari suraat mei,mujhe chand nazaar ayaa he
dil meraa aaj he diwaana sanaam kuch aese
door ho kar bhi, har sans mei naam tera ayaa he
tum saa koi nahi duniyaa mei jahaa mei pyaara
tu hi tu he, jis pe apna, ye dilo jaan lutaaya he
badal ka chaand pe saya he jease wo sanaam
eisi tarha, mere dil mei, meri hasty pe, tu chayaa he
kesi diwaangi he meri , yaa mere khudaa
jahaa bhi dekhun bas wo hi wo, nazaar ayaa he
apna khayaal rakhna
writen by hameeda.ameer
ALLAH HAFI
wo roye to muh mod k roye
koi to wajah hogi jo dil tod k roye
mere saamne tukde kardiye merui tasveer k
baad me pata chala unhe jod k roye.
wah wah kya shayari hai
I LiKE IT
baadl ki tarah awaara hai hum
aap bhula na sakoge wo nazara hai hum
jo toot k fana hojaye aapki 1 khwahish k liye
aasaman ka wo andhekha sitara hai hum
ROSE
SWEET GIRL