Chupke se aaye…

Chupke se aaye yaad teri yahaan
Sirf main jaanu tu hai kahaan kahaan

Hawa tum, nasha tum.
Meri raahaton ka pata tum
Mere aibon ko jo dhank de
Woh paak si rida tum

Kyun chor gaye raaste
Kabhi saath chale thhe jin pe

Kab tak bharoon khud mein junoon
Tum na milo toh kaise sahoon
Apni wafa pe hai toh yakeen
Tum saath na do toh kya main karoon

Kyun chor gaye raaste
Kabhi saath chale thhe jin pe

— From Chupke se aaye ( album – atif aslam)

Published in: on April 26, 2010 at 3:09 pm  Comments (55)  

The URI to TrackBack this entry is: https://nuts.wordpress.com/2010/04/26/chupke-se-aaye/trackback/

RSS feed for comments on this post.

55 CommentsLeave a comment

  1. bhut achchi he

  2. as salamu ale kum

    sari dunia se alag thujh se bohabbat ki he…

    dil ne chaha he tujhe teri paratish ki he
    sari dunia se alag thujh se bohabbat ki he

    meri dunia hei tu mera sahara he sanam
    tu nhi jan ta es dil ne kit ni ebadat ki he

    tujhko manga he sada rab se tadhapkar mene
    manle tu ye sanam jan le chchat meri

    sab ko choda he or teri hi chahat ki he
    har taraf tera hi jalwa he jahan bhi dekhun

    meri diwaan gi ne kesi shararat ki he
    meri nazron se nhi dekha kabhi tune khud ko

    meri rag rag me samaya he dharkan tu he
    meri har saan me tu meri roh me tu basta he

    roh me tu meri darkan mere har pal me tu
    mere es dil ke lahu se bhi bagaawat ki he

    hay ye kesi boohabbat ki he………bibbo
    saridunia se alag thujh se bohabbat ki he

    apna khyal rakhna
    wrtten by bibbo ameer
    allah hafiz

  3. as salamu ale kum

    gaam qun ham uthaye jate hei

    gaam qun ham uthaye jate hei
    lot ke tum nahi aowoge firbhi

    ku tum he ham bulaye jate hei
    etna kar te hei piyaar tujh se ham

    kaash tum janpate ham ko sanam
    sare shikwe gille mitaden ge

    etna kar te hei piyaar tujhse ham
    aaj ye bhi tum he bata dete

    qu mere dil ke dag dhul te nhi
    zaakhm aese diye ki silte nahi

    har ghadi tujh ko yaad karte hei
    thandi aahei ham to bharte hei

    tere ane ki raah taak te hei
    ek patthar se dil lagake ham

    fir bhi qun usko piyaar kar te hei
    zindgi ku tabah karti hei-bobbo

    apna khyal rakhna
    written by hameeda ameer
    allah hafiz

  4. as salamu ale kum

    Aaj ham ayesa kuch kar jaye

    Aaj ham ayesa kuch kar jaye
    Rasme dunia se chal kahi jaye

    Tere kandhe pe rakh ke sar apna
    Sari duni ko ham bhula jaye

    Chal kahi aeyse des ham jaye
    Jis jagha piyar ho mohabbat ho

    Koi nafrat na shikayat ho jhan
    Har taraf phool ho bharei hon

    Door tak ham jhan nazar dale
    Piyar palta ho piyar basra ho

    Na koi gerr na koi praya ho
    Har taraf insaniyat ka pehra ho

    Koi na jhut na koi dehshat
    Piyar hi piyar ki wo dunia ho

    Ik duj je ko sab lgayen galle
    Na kisi ko kisi se dehshat ho

    Har zaban par sirf allah ho
    Har zaban par phla kalma ho

    Jo khuda ne kha sabhi se he
    Pehle insaniyat ka chehra ho

    Har labbon par khi lee tabbassum ho
    Har kisi dil me quran basta ho

    Ik ho kar rhei sabbi bhai
    Chahe hinndu ho ya musalma ho

    Piyar ki har taraf sune boli
    Beti babbul ki hon sabbhi bholli

    Biwi hon nek dil sabhi ki jhan
    Maa bhi sab ko piyar deti ho

    Bhai bhnon pe jan dete ho

    Bhne sirf bhai ko piyar karti ho

    Mal dolat ki na rahe chahat
    Sirf insanniyat ki qimat ho

    Ya khuda tu bnade aesa jahan
    Jis me bas piyar.piyar palta ho

    Karle .bibbo. kidua ye qabool
    Har taraf fir to jannate nazaara ho

    Apna khyal rkhna
    Written by
    Hameeda ameer

  5. as salamu ale kum

    ae malik teri dunia kyaa gam ka samandar he
    dekho bhi jise khush haal andar se wo pur gam he

    lete hei saharaa chahat ka beupaar chalane ko
    badnaam ye kar te hei ulfaat or chahat ko

    ae malik teri dunia kyaa gam ka samandar he
    dekho bhi jise khush haal andar se wo pur gam he

    maasoom kali ko ye peh le to khilate hei
    dekar naam ulfat ka bayupaar chala te hei

    ae malik teri dunia kyaa gam ka samandar he
    dekho bhi jise khush haal andar se wo pur gam he

    ye piyaar to karte hei dunia se chip-chip kar
    jab ai musibat to sang ane se dar te hei

    ae malik teri dunia kyaa gam ka samandar he
    dekho bhi jise khush haal andar se wo pur gam he

    ye door hi kesaa he kesi ye ulfaat he
    he eshqe junu khali dil kesi ye chaahat he…

    written by hameeda ameer
    apna khyaal rakhna
    allah hafiz

  6. as salamu ale kum

    qatra- qatra ho ke beh rahi he zindagi
    zindagi ke aakhri mood par he jindgi

    qun kahin bhi khushyo ka nishan milta nahi
    kessa ye mood he kesaa ye door he

    kahaan ayi aaj saab ki kesi he ye zindgi
    tapti jese he dopehri aaj sab ki zindgi

    door tak qun chaun ka koi nisha milta nahi
    har koi he qun pareshan aaj kesa door he

    piyaar or ensaaniyat qun sab miltaa nahi
    ya khudaa sab ke dilon me piyaar bharde aaj tu

    qun mujhe teri ye dunia aesi ab bhati nahi
    mehgai ka doar he.piyaar mehngaa hogaya

    sab ke dil me piyaar bhar de hogi phir kya zindgi
    karle meri duwaa tu qabool ae mere khudaa

    bibbo phir khush ho kar jiye gi apni ye zindgi

    written by hameeda ameer
    apnaa khayal rakhna
    allah hafiz

  7. as salamu ale kum

    kya kahei haal dil ka apna ham

    kya kahei haal dil ka apna ham
    bekarari he ab to shamo. seaher

    teri yaado ne aeke tadphaya
    dil to rota he roz hi. aaj ankho..ko

    ham ne mana ki dil diwaana he
    eski baton me fir bhi ham aye

    dil lagi bhi dil ki kesi he
    chen ek paal ko bhi nahi aata

    tum to jakar kabhi nahi ate
    yaad akar kabhi nahi jati

    written by hameeda ameer
    apna khayaal rakhna
    allah hafiz

  8. as salamu ale kum
    kar chale hei phidaan dilon jaan ko

    kar chale hei fidaa dillon jaan ko hum to
    teri chahat me teri ulfat me oh sanam

    tu hamaara he ham to kehte hei sadio se
    tu bhi kehde dunia ko piyaar karta he ham ko

    kun sabhi pyar me rote tadhap te dekhe
    kun nahi aata taras zaalim zamane ko

    shamma pe jese parwana he diwaana
    tujh pe hum ne mita dia aise khud ko

    yaad charche rahenge dunia ko tere mere
    baad jane ke zamane se tere -o- bibbo

    written by hameeda ameer
    apna khayaal rakhna
    allah hafiz

  9. hi

    tu nhi he to tera gham meri tanhai he
    teri ek yad he jo mere dil ko bhai he

    ankhi nam he or dil me dard ka alam
    honth si kar bhi ruswai yan uthai hei

    kiya gamon ko hi piyar kehte hei
    ya taqdeere moohabbat hi judai he

    haal dil ka kuch aaj aesa hesajan
    tadhapte dil ne bhi pukara he

    rooti ankho ne pukara he sanam
    rukti sanson ne bhi pukaara he

    dil ki gehraai me tu bas taa he
    dil ki dharkan ne bhi pukaara he

    rukti sanson ne bhi pukara he
    mera ye room-room kehta he

    raat barsat ki he ajao rooh dil ne pukara he
    bhige honton ne nam ankhon ne pukara he

    apna khayal rakhna
    >written by
    >hameeda ameer
    >allah hafiz
    >

  10. as salamu ale kum

    tu he pehlu me mere teri zulfei hei khuli
    chayun zulfoon ki teri mere jiwaan ki khushi

    teri banhon me aaj sojaye – khojaye
    pa ke tum ko mil gai mujh ko har khushi

    mile ho tum to mil gaya saraa jhaan
    agaya bahoo me meri sara – gaggan

    tu ne dedi he mujhe sari dunia ki khushi
    duwa ye mangte hei na mite dil se chahat

    ya -khuda – karle kabool meri duwa -bibboki..
    tu rahe sath ta- qayamat tak dua he meri

    written by hameeda ameer
    apna khyal rakhna
    allah hafiz bibbo

  11. as salamu ale kum

    mere malik mujh ko tera fesla manzoor he
    lele meri har khushi maa meri dede mujhe

    tu jo chahe ho karishmaa ye mujhe malum he
    sab tere hi haath he lotade meri maa mujhe

    mangti hu ye duwaa me haath uthakar rab mere
    meri maa lota de mujh ko lele sari niyamate

    aankh roi aaj meri.. to ro raha he aasmaa
    kehte hei rokar jo mange wo duwa hoti qabul

    teri rehmat par bharosaa he mujhe mere khuda
    dede meri maa mujhe lele khushi manzoor he

    meri maa lota de mujhjh ko qabul karle ye duwa
    jab me ponchu maa meri hans kar meri bate kare

    doadh kar me jake yus ke yun lagu jakar gale
    yus ki banhoon me simat kar khatm hojaye wajood

    yehi bas meri duwa he ye hi meri aarjoo
    meri maa mil jaye mujh ko na mile sara jahan

    karle bibbo ki duwaa tu qabool mere khuda
    lele meri har khushi maa meri dede khuda

    written byhameeda ameer

    apnaa khyaal rakhna
    allah hafiz
    bibbo

  12. as salamu ale kum

    jan jayegi aesa lagta he moot ayegi aesa lagta he
    eshq hota jab kahi jisko dunia chut ti he aesa lagta he
    nakaro piyaar tum kise se kabhi khud se hojaoge
    door kesa lagtahe phir to bas piyaar piyaar dikhta he
    koi chalta nahi he dil be bas hoke bebas kesa lagta he
    chandni raat he or wo dekho kitna bechen samandar lagta he
    chum na chahta he chand ko kitna bebas dekho lag ta he
    shamma par mar mitaa he par waana kesa wo dadhap he dekho
    chand par he chakor diwaana kitni shiddat se hay wo dekho
    piyaar jis ne bhi jab bhi jis se kia dil-se-dunia chut gaya dekho
    eshq allah se ya ke bande se hoosh usko nahi he dunia ka
    esliye eshq mujh ko ye bhata es me sirf piyaar hi nazar ata
    dunia ki na burai dikhti he na koi dosra nazaar ata
    piyaar ka ye nasha jis pe chadha raha na usko zamane se koi gila
    apne meh boob ki hi wo dhun me ye jahaa khaq yus ko lag ne laga
    aas ma ye zaameen lagti he sara alam haseen lagne lagaa
    saam ne aye us ka jab mehboob qun khizaa bhi bahar lagne laga
    bhual jate he wo jaha ka dar eshq jab sar ko had se chadne laga
    kesi diwaan gi he ye ulfaat dar na dunia ka na khudaa ka he
    moot ajaye gam nahi rehta sirf mehboob ki talaab rehti
    har ghadhi yus ke hi khyaalo me zind gi yuski yun basar rehti
    yus ko mil jaye bas sanam apnaa raab se har pal duwa yehi rehti
    bibbo. ki duwaa he sab ke liye eshq jisse karo wo miljaye
    sachchi ulfat ho jin ki dunia me yunko mehboob apna mil jaye
    piyaar jisse bhi tum karo dil se phir to tum ko khuda bhi miljaye

    written by hameeda ameer
    apnaakhyal rakhna
    allah hafiz bibbo

  13. as salamu ale kum

    kitni khud garz mat labi duniya
    yaar pese ki? malik teri duniya

    pyaar ensaniyat sharafat ko
    dauu par sab laga rahi duniya

    har taraf bhid he? sab akele hei
    bhuk se mar rahi teri duniya

    paise walon ke dil bane patthar
    khak ye chan ti teri duniya

    tu bhi soya he aesaa lag taa he
    kitna tujh ko pukaar ti duniya

    mere malik duaa tu karle qabul
    aaj jo mang ti teri duniya????

    written by hameeda ameer
    apna khayal rakhna
    allah hafiz bibbo

  14. as salamu ale kum

    guzra tadhap-tadhap kar har-pal hamara
    milne ke baad jab tum door ho gaye

    ham ko ap ne aap se hi door kar gayi
    bholi si teri suraat kesa kam kar gayi

    kia chiz he mohabbat ye jante na the
    ulfaat ki bekaraari pehchan te na the

    tu door jab hua to ye jan bhi gaye
    kia chiz he mohabbat pehchaan bhi gaye

    duniya me tum se pyaara koi nahi hei ab
    teri nigahei naaz bada kaam kar gayi

    ab to he raat din laab par duwaa yehi
    tujh se mila de malik lab pe jaan agayi

    masoom meri pehli chahat mere khudaa
    bibbo… ki ye duwa haye aan ban gayi

    written by hameeda ameer
    apna khayal rakhna
    allah hafiz bibbo

  15. as salamu ale kum

    ham ne jaab pyaar jataya to bura man gaye
    haale dil apna sunaya to buraa man gaye

    pyaar kar te hei un hei kab se chupaya ham ne
    aaj ezhaar e wafa ki to buraa man gaye

    ruth kar jo wo ham se yun jane lage
    chale tareef ki haam ne buraa maan gaye

    wo bhi kar te hei hame pyaar ye malum hua
    un ki tabbasum chupi haam peh chan gaye

    pyaar kar te ho to ham se chupate kun ho
    ab to ham aap ka hale dil haye jan gaye

    sari dunia ko deewaana bana rakkha he
    raaz ye kya he or kun ye ham pehchan gaye

    written by hameeda ameer
    apna khayal rakhna
    allah hafiz bibbo

  16. as salamu ale kum

    maa baap ki yaad…
    ek beti ki zabaani…..bibbo

    mere abbu mujhe rulate hei rooz sapno me mere ate hei
    mujh ko keh te the dil jigar apnaa gear ka qun mujhe banate hei

    apne haatho me yun jhulate the jhula khud ko mera banate the
    apne kandhe mujhe bitha te the mujh ko jan keh ke bulate the

    mei thi un ke chaman ki ek daali kat kar khud se door kar dali
    ashq behte hei khud ke bhi phir bhi qun mujhe parai kar daly

    meri mamta mujhe bulati he rooz ake mujhe rulati he
    jab bhi aankhe karun me band qun khyaalo me mere aati he

    kit ni pyaari meri maa thee wo har ghadhi me yuse satati thi
    phir bhi wo na mujhe rulaati thi sara din wo gale lagati thi

    mujh ko nehlati wo dhulati thi naaz nakh re mere yuthati thi
    meri galti sabhi chupaati thi mere babul sa na btati thi

    khana hatho se wo khilati thi pyaar se good me bithati thi
    meri teechar khud ban jati thi sare achche gun sikhti thi

    aaj wo ammi ne mera abbu hei me hu or meri tanhaai he
    yaad unki bahut hi ai he aankhe sawan si ye banai he

    dekhne ko unhe taras thi hun. bhul bhethe he aaj mujh ko wo ?
    deke par des me – sabhi mujh ko yad mujh ko wo kar te hei ?

    thandi aahei wo bhi bhar te hei dekh ne ko mujhe taras te hei
    haath pachta ke wo bhi maalte hei zoor dil par ab nahi chalta

    sari dunia ka dastur he. jo sabhi maa baap uspe chalte hei
    mujh ko wo bhul jaye dil se khudaa koshishe wo hazaar karte hei

    bhai behne sare rote hei jab bhi mujh ko phon kar te hei
    me bhi un ke sath rooti hu apne ashqon se gham ko dhoti hu

    dil ko apne mna liya mene jaan sajan banaliya mene
    ap to me bhi sabar se jiti hun zind gi apni unko keh ti hu

    sari duniya ko bhul bhethi hu pyaar me apne ek sajaan ke
    bhul jao tum bhi ab mujh ko chen se tum raho rehne do

    bhuli yadei na satao tum lot ke apne ghar ko jao tum
    mere baabul or maa ko ya phir mere paas laao tum

    written by hameeda ameer
    apna khayaal rakhna
    allah hafiz bibbo

  17. as salamu ale kum

    ye kesa pyaar he jo mere dil me bas gaya
    mujh ko ap ni zaat se jese alg sa kar gaya

    ……………………………………………………………………????
    dam ghutaa jata he mera tu to ja ke aye naa
    yaad teri aake saajan mere dil se jaye na

    kho gaya sab meri khushion ka wo karwaan
    tere jaane se gaya wo sath mere jo tha

    tu na aya loot ke qun yaad dil se jaye na
    aaja ab to ek paal bhi tere bin jiyaa jaye naa

    yaad teri dil se mere ab to aake jaye na
    dam ghutaa jata he mera qun to jake aye na

    gut raha he meraa dam tu to jake aye na
    deed ki hasraat me tere, jaan meri, jaye naa

    written by hameeda ameer
    apna khayal rakhna
    allah hafiz bibbo

  18. As salamu ale kum

    sari duniya se chup kar ye baat kahi he
    dil tujh pe agaya he ye raaze halat kahi he

    meri dil tu meri dharkan tu
    mera jahan tu mera man tu

    mere har paal me sirf tu hi tu
    din tu raat tu meri zaat me

    ehsaas me mere khuwaab me
    esse age or kya kahun me

    meri ruh me- meri sans me tu
    tu hi tu he .Ameer. meri jaan tu

    ye jan le ye maan le pehchan tu
    bibbo, karti he kitna pyaar man tu

    Apna khayal rakhna
    written by Hameeda Ameer
    ALLAH HAFIZ BIBBO

  19. as salam-o-alekum

    tu hi tu bas nazaar mujhe aata
    tera ( jalwaa) hi har taraaf bhaata

    kun nazar aye sirf tu he tu har su
    apne sare (karishme) tu dikhla???

    meri har sans me meri ruhh me
    is zamee me aasmaa mei sirf tu hi tu

    chand me chand ni raat me tu
    saree (qaainaat) me tu hi dikhta he

    tu he phoo loon me or kaliyon me
    noor teraa he har su. har jagha bas tu

    phir bhi bande nahi samjh te hei
    tune (duniya) banai kese (kun)

    kees (maqsad) se ham ko bheja he
    bhul bhethe hei aaj sare kun?????

    kun bhalai sabhi se chuti he
    duniya lagti he sari jhuti he???

    or burai sabhi ko bhati he????
    dil kun lagta (sheitani) bato me

    bhul bhthe he kun bhalai sab
    dil (shiyah) ho gaye hei jane kun

    raasta ( bhalai ) ka nazar nahi ata
    rasta in ko dikhade malik tu

    noor tera he har taraf phel laa
    phir bhi in ko nazar na aye kun

    char din ki ye zind gani he mere rabba
    chod duniya ye to jani he

    karm ki sazaye phir to pani he
    en ko rasta dikha mere makik tu

    written by hameeda ameer
    apna khyal rakhna
    ALLAH hafiz bibbo

  20. as salamu ale kum

    teri aankhon ki ( mei ) jo pite hei
    bin piye ham to jhum lete hei

    chaand sa tera jo ye chehra he
    is ko aankho se chum lete hei

    sharm se laab nahi khulte tere
    teri dhar dan ki bat sun te hei

    tum to kar te nahi ho baat koi
    tanhai me tum se bat kar te hei

    samne ate to laab nahi khulte
    baat ye dil ki dil me rakh te he

    kesi diwaan gi ya mere khuda
    phir bhi ham jaa nisaar kar te hei

    baat ye dil ki dil me rakh te he
    un se kehne se kun darte hei

    written byhameeda ameer

    apna khyal rakhna
    bye bibbo

  21. as salam o alekum

    ku tere pyaar me hans te hei kabhi rote hei
    kya mohabbat ke gam is tarhaan hi hote hei

    teri chahat me sukh – dukh ku uthate hei
    kabhi – rote hei or- hanste hei – ruth- jate hei

    chand yadon ke siwaa kuch bhi na paya hamne
    teri ik yaad he ham jis se behel jate hei

    chean ik pal ko bhi nahi milta door ho kar tujhse
    bas teri dhun me ham to duniya se door jate hei

    ajaa ab to ajaa dil ki awaaz yehi kehti he
    teri ek yaad he din raat sath rehti he

    chen lene nahi deti teri furqaat mujh ko
    beqaraari he jo shamo sehar rehti he

    written by hameeda ameer
    apnakhayal rakhna
    bye bibbo

  22. as salam-o -alekum

    meri chahat mera es dil ka qaraar he tu
    mere es dil ke aine ka raaz daar he tu

    tere siwa koi nahi he pyaara mujh ko
    meri rooh or jism ka tabedar he tu

    meri har saans me tu hi tu basta he
    meri har dhardan ka zimmedar he tu

    meri har shushi or gaam ka sarmaya he tu
    meri suni ( siyaah ) rato ka ( charaag ) he tu

    tere siwa nahi mera koi zamane me sanam
    tujh ko malum nahi mera ( jahaan ) he tu

    written by hameeda ameer

    apnakhyal rakhna
    bye bibbo

  23. as salamu ale kum

    dil mera aaj mujh se kehta he gar ijaazat mujhe khudaa de de
    sajda apni maa ko me karlun gar ijaazat khuda mujhe dede

    mafi mujh ko tu khuda de de chum lun me gar maa ke pro ko
    us ke peroo mei meri jannat he mafi gar tu mujhe khuda de de

    tu kahe to me khudaa manu ? gar ijaazat tu khudaa de de
    usne pe-daa kiya he pala mujhe mujh pe ehsaan kit ne kar dale

    kese utrenge ye sabhi mujh se mere hisse me meri maa de de
    aaj bebas he kitni budhi maa meri ye umr bhi usse de de

    apna khayal rakhna
    wirtten by hameeda ameer

    ALLAHHAFIZ

  24. as salamu ale kum

    be qarari ka ajeeb aalam he
    yaad teri sata rahi he mujhe

    yaad wo aaraha zamaana he
    yaad teri rulaa rahi he mujhe

    aaj kitni sata rahi yaadei
    laab to khamoosh roo rahi aankhei

    dil to kehta he bhul jau tujhe
    rasme ulfaat sata rahi he mujhe

    kit ni bedard haye duniyaa he
    phir bhi chahat bula rahi he tujhe

    aahei bhar te hei aaj ham to sanam
    rooti aan khei bulaa rahi hei tujhe

    witten by hameeda ameer
    apna khayal rakhna
    ALLAH HAFIZ BIBBO

  25. as salamu ale kum

    dard or dukh se bhari teri duniyaa
    bhuk or pyaas se mar -rahi teri duniyaa

    aaj majbur hei budhi maa sab ki
    un ko thukra rahi teri duniyaa

    baap – bete or bhai – behen
    naf – ratei palti teri duniyaa

    aaj lag ta nahi kuch bhi achcha
    path dil bani teri duniyaa

    pyaar jazbaat or khuddari
    daau sab kuch laga rahi teri duniya

    bhej de tu masiha koi khuda
    jo saware aaj teri duniyaa

    wirtten by hameeda ameer

    apna khayal rakhna

    ALLAH HAFIZ BIBBO

  26. as salamu ale kum

    jin ki duniya me maa nahi hoti
    maa ke wo pyar ko taras te hei

    kitne logo ki maa ho kar bhi
    maa ki khidmat nahi wo karte hei

    kal wo pachtayenge zmane mei
    galt fehmi me aaj wo jite hei

    badd naseeb pyaar maa ka khote hei
    budhe ho kar yehi loog rote hei

    yaad ayenge aaj jo khote hei
    lakh unko pukaro duniya me

    jane wale fir kaha hote hei
    waqt hote huwe samhal jao

    un ke jaz bat tum samajh jao
    un ki khid mat me logon lag jao

    maa baap ko lagao gale
    un ki halat ko tum samajh jao

    un ke pero me hei jannat kunji
    aakhirat ko tum sawar jao

    witten by hameeda ameer
    apna khayal rakhna
    ALLAH HAFIZ

  27. as salamu ale kum

    barkaton ka ye mahina hai
    or ramzaan sab ko rakhna hai.
    apne raab se duaa ye mangein gey
    rehm duniya mein sab pe karna hai.

    koi chota bada na duniya mein
    sarey bandey us khuda ke hain.
    ek ho kar rahein sabhi bhai
    pyaar ek dusrey ko kar na …hai.

    dil se sab nafratein mita dalo
    eid par sab ko galey milna hai.
    ao wada aaj ye kar lein pyaar se
    sirf ab to rehna Hai.

    witten by hameeda ameer
    apna khyal rakhna
    ALLAH HAFIZ

  28. as slamu ale kum

    etna kun pyaar tum jtate ho
    kun mere hosle bdhate ho

    pyaar jo tum se ho gaya ham ko
    itne nazdik ake door kun jate ho

    khud ko kehte the diwaana mera
    aaj daman kun bacha te ho

    piyaar me karke ham ko diwana
    hoosh me tum kun aaj aate ho

    khai thi tumne jo kabhi kasmei
    aaj un ko kun bhula te ho

    witten by hameeda ameer
    apnakhyal rakhna
    ALLAH HAFIZ BIBBO

  29. as slamu ale kum

    Bulbul shakh se or gul se jo door hui

    phadh-phadhai he kit ni roi he

    Ked me reh kar bhi bul bul

    Apne gul ki yaad me khoi he

    Mithe gane chaman me gati thi

    rooz gul ko wo sunati thi

    Gul ko rooz wo rijhati thi

    Dhun me eshq ki gun guna ti thi

    Pe-gaame eshq dniyaa ko sunati thi

    Kali ko phool wo bnati thi

    Aaj sayyad ki qed me maj bur hui

    Apne phoolo se chaman se door hui

    Neer ankhiyo se wo bahati he

    Na wo hansti he na wo gati he

    jan ki baazi bhi lagaati he

    Gul ki yaad me bas jan wo gwati he

    wirtten by hameeda ameer

    apnakhyal rakhna

    ALLAH HAFIZ BIBBO

  30. as slamu ale kum

    kesi duniyaa kesaa zmaana ayaa
    sachchai ka zamane me koi mool nahi

    jhut or she-taaniyat he charoo taraf
    sach-che logoon ka koi mool nahi

    jan bhi de-de koi ? badi baat nahi
    jaan sasti he aaj koi an mool nahi

    kesi be-dard ban gai duniyaa
    gareeb pe duniya me koi goor nahi

    chal kahi ae-se desh mei bibbo
    jhuti duniyaa me teraa mool nahi

    wirtten by hameeda ameer
    apna khyaal rakhna
    ALLAH HAFIZ BIBBO

  31. as slamu ale kum

    ayaa he mahina sawan ka or yad tumhari laya he
    ambar pe badarwa chaye hei or sath bijuriyaa laya he

    ghan ghoor ghata ja lot bhi ja sajan mere pardes gaye
    jab cham ke bijuriya dar lage aese me drana thik nahi

    sajan ke karejwa lag jau sajan to mere paas nahi
    barkha ke sath ye neyan bahei ajao rulana thik nahi

    tere bin din ab kat te nahi or din ye judai hat te nahi
    ajao sajan aa bhi jao ab itna satana thik nahi

    tere bin ab to dil na lage sawan ki fuhare shul bani
    tadpe dil bin pani machri itna tadfana thik nahi

    wirtten by hameeda ameer
    apnakhayal rakhna
    ALLAH HAFIZ

  32. as slamu alekum
    naraaz maa .

    maa mujhe kun gale lagati nahi
    mujhse naraz ho gai he kun

    mafi de de mujh ko pyari maa
    kun meri tu khata bhulati nahi

    dil tera aaj ban gaya patthar
    pyaar apna kun jataati nahi

    tu to mamta ki murti thi kabhi
    meri khushiyo ka sarmaya thi

    aaj bhuli he sari bate kun
    etni naraz ho gai kun maa

    chen milta nahi tere bin maa
    aaj mujh ko gale lagale maa

    witten by hameeda ameer
    apnakhyal rakhna
    ALLAH HAFIZ BIBBO

  33. as slamu alekum

    chnd yaadon ke siwa kuchna milaa ham ko

    chnd yadei hei dil ke daman mei
    jin ko mene smhaal rakkha he

    bewafa he tu ?zmaana kehta he
    phir bhi hamne tujhi ko chaha he

    kitne bebas ho gaye dil se
    tujh ko sab kuch maan rakkha he

    dil to kehta he bewafai karu
    ruh ne apnaa man rakkha he

    ek dil he or ek baar diyaa jata he
    bas ham ne ye hi than rakkha he

    witten by hameeda ameer
    apnakhyal rakhna
    ALLAH HAFIZ BIBBO

  34. as slamu ale kum

    raat mei ye khumaari tum se he

    dil ki ye be-qarari tum se he

    saraa alaam he neend mei soya

    ye nashili si raat tum se he

    ye nigaahe-n jhuki – jhuki teri

    aaj mujhpar khumar inse he

    chand sa teraa ye jo chehraa he

    dil ki diwaangi bhi tum se he

    tham lo aaj ham ko banhoon mei

    dil ki betaabi sirf- sirf tum se he

    aaj mar jaye na ye diwaana

    or elzaam bhi ye tu se he

    witten by hameeda ameer

    apnakhyal rakhna

    ALLAH HAFIZ BIBBO

  35. as slamu alekum

    Chand ko dekh ke bechen samandar dekho

    Chuamna chaahe chand ko paagal dekho

    Beqaraari me tadapta he judaa chand se wo

    Milne ko chaand se bechen wo kitna dekho

    Badhtaa he chaand or badhti chaahat uski

    Chandni raat me kitna wo tadhapta dekho

    Jab siyaah raat ho to es ko sukun hoota he

    chen se kitna siyaah raat me jakar dekho

    written by hameeda ameer

    apnakhyal rakhna

    ALLAH HAFIZ . BIBBO

  36. as slamu ale kum

    Aaaj mujh ko galle lagaale maan

    piyaas dil ki tu bujha de maan

    Teri banhoo me bitta bachpan tha

    Aaaj bachpan waapas ladde maan

    Mei tadhap tee hun yaad me teri

    deed apni mujhe dikhaa de maan

    aaj ro ro ke mei duwaa maangu

    kon sa deas tu??? waapas aaja maan

    dam gutaa jaata he tere bin maan

    yaa mujhe paas tu bulaale maan

    witten by hameeda

    apna khyal rakhna

    ALLAH HAFIZ bibbo

  37. as slamu alekum

    karlo khidmaat maan baap ki tum

    or maan baap ki duwaye leloo

    unke peroon me jannat kunji

    raab se ye tum sabhi kunji leloo

    unka darjaa khudaa ke jes.saa he

    gar ijaazat khudaa se tum lelo

    un se nar-maai se pyaar se baat karo

    yun ke dukh -dard tum sabhi lelo

    apni khushiyaa sabhi yunhei dedo

    pyaar un ko tum beshumaar karo

    un ki baatei kabhi na taallo tum

    shukriyaa unka bar – baar karo

    khataa chahe wo so so baar karei

    khidmaat yunki baar baar karo

    witten by hameeda ameer

    apna khayal rakhna

    ALLAH HAFIZ

  38. as slamu alekum

    haal.le dil kun tum chipate ho

    Apni nazroo ko kun jhukate ho

    Hale dil keh rahaa teraa chehra

    Kun zabaan dil nahi milate ho

    Ham ko malum he dil ki halat

    Tum zaamane. se- dar se jaatte ho

    Pyaar kar te ho to dar te kun ho

    Sab se Chupkar aanhei bhar te kun ho

    Yaad me rote ho chup chup ke meri

    raaze dil kehne se darte kun ho

    tum mujhe apna nahi keh.sakte

    Thaandi aanhei phirte kun ho

    witten by hameeda ameer

    apnakhyal rakhna

    ALLAH HAFIZ BIBBO

  39. as slamu alekum

    Sajan ka sath ho hatho me haath ho

    Or pehli barkha ki pehli barsaat ho

    Sawan ke sarsare kali siyaah raat ho

    Or mere saajan ki bahon ka sath ho

    Bhige barish me dono chaat.taa na saath ho

    Bas ek duje ke hatthon me haath ho

    Purwai.yaa gaati ho nagme sunati ho

    Dil ko lubhane waali paagal barsaat ho

    Dil ko manaayei ham kehna na mane dil

    Aeysi naasheeli barkhaa ki raat ho

    witten by hameeda ameer

    apnakhyal rakhna

    ALLAH HAFIZ bibbo

  40. as slamu ale kum

    laa de wapas mera bachpan tu

    Meri gudiyaa dede pyaari maa

    Meri sakhiyaan aaj laa de tu

    wapas bachpan aaj laa de maa

    Mei thi gudiyaa kabhi teri pyari

    Apni gudiya gale lagale maa

    Aaj aeyse gale lagale tu maa

    dil ki pyaas bujha de pyari maa

    Ashq rukte nahi kun aaj mere

    Ashq ko moti tu banade de maa

    Yaad aaya he wo zamaana mujhe

    God me teri jab mei khelli maa

    Aaj me good teri soo jaun

    Taa qayaamat uthu na meri maa

    witten by hameeda ameer

    apna khayaal rakhna

    ALLAH HAFIZ bibbo

  41. as salamualekum

    eshq jisse bhi karo duniyaa mei sunlo logoo

    sabhi se dil se sachchai se pyaar karo

    pyaar ensaan se yaa ho khuda se logoo

    sachchai se tum khud se zyaada pyaar karo

    maal dollaat ko na toollo dil se logoo

    sirf ensaaniyaat se ensaan se pyaar karo

    na karo tum guroor pese ka etna logoo

    haath ka mail he etna na esko pyaar karo

    jo chootte tum se unhei pyaar karo ezzat do

    na karo zulm gareeboon pe atbar karo

    written by hameeda ameer

    apna khyal rakhna

    ALLAH HAFIZ

  42. as salamu ale kum

    Mei to jalti rahi bujhti rahi or mit ti rahi

    Teri chahat me rooz jali parwane

    ishq kehte hei jise ham se hi sikha sabne

    khud ko ashiq jo kehte hei ye diwaane

    meri koi na jaagha lepayaa kabhi dunia me

    shamma-parwane ki jab baat chali jag jane

    jese gull par he nisaar bulbul sab jane

    es.tarhaan se hi tera mera pyaar jag jane

    meri diwaangi se eshq sab ne payaa he

    baat ye keh ke mar gaya shan se parwana

    written by hameeda ameer

    apna khayal rakhna

    ALLAH HAFIZ

  43. as salamu alekum

    aaj mujh ko milega laal meraa

    jis mei basti hai zindgi meri

    kitni sadiyon sey hum to bichde hei

    door hogi aaj wo doori

    raab se mangi thi jo duwaa mene

    ho gai he aaj wo puri

    uski umre daraaz ho lammbi

    apne raab se duwa sadan ye ki

    laal mera wo kitna pyaara he

    nazre bad ki duwayei mene ki

    written by hameeda ameer

    apnakhayaal rakhna

    ALLAH HAFIZ .bibbo

  44. as salamu alekum

    kitni majbuar hei meri chahat

    jo me tujhko kabhi bataati nahi

    pyaar tujh ko me karti sadiyon se

    pyaar dil ka kabhi jataati nahi

    tu mera pyaar he meraa apnaa

    tu meri har khushi mera sapnaa

    phir bhi ye haal he mere dil ka

    tujh ko me kun kabhi bataati nahi

    mere mehboob meri jane jaa

    tu he dharkan me tuhi sansoon me

    tu meri rooh me meri sansoo mei

    phir bhi me kun tujhe bataati nahi

    kaash tu samjh paye pyaar meraa

    or phir pyaar mere jese karre

    ye he na.mumkin sabhi batei

    phir bhi mera dil manta hi nahi

    written by hameeda ameer

    apna khayaal rakhna

    ALLAH HAFIZ

  45. as salamun alekum

    maa mujhe kun sataa rahei yaadei

    aaj mujh ko rulaa rahei yaadei

    looat ke kaash waaq aajaye

    kitna tadhfaa rahi terri yaadei

    ashq rukte nahi hei aaj mere

    aankh saawan bana rahi yadei

    mujhko malum tu nahi he yahaan

    phir bhi tujhko bulaa rahi yaadei

    writen by hameeda ameer

    apnakhayaal rakhna

    ALLAH HAFIZ

  46. as salamu alekum

    pyaar teraa na mila ham to tadhaf te hi rahe
    jab se tu ban gayaa mere sanam pardesi

    meri duniyaa he tu mera jahaan he tu sanam
    meri har saans tu dharkan mere pardesi

    tu judaa mujhe se huwaa dil na juda ho paya
    meri tu bangayaa he rooh mere pardesi

    mujh ko duniyaa me koi ..she.. na bhati he sanam
    jab se tu ho gayaa he door mere pardesi

    aaja wapas mei tere gaam me na maar jaaun kahi
    yaad mujh ko bnaye pagaal teri pardesi

    written by hameeda ameer
    apnakhyal rakhna
    ALLH HAFIZ .BIBBO

  47. as slamu ale kum

    kya mila mujko yun rula ke tujhe
    dil ke tukde mere banake tujhe

    toot ke mei bikhar gayi hun sanam,
    kaise simtun ye bata de muje

    pyaar mera meri chaahat tu
    kyu samajh na aaya bata de mujhe

    rooz mujko rulaya tadpaya
    aur hasta raha tu bata de muje

    kun mohabbat mai gum hi milte hai
    koi to aake ye batade mujhe

    apna khayal rakhna
    written by hameeda ameer

  48. hi

    pati ..kesi biwihei jo zulm kiya karti hei
    har pal patti ka khun piya karti hei

    patni..pesse ko khun ka nam na do meri jan
    kitna pesa he firbhi ho kun pareshan

    pati..pessa pessa he ese piyar se na tolo jan
    espese se ham ko miljati or keyi jan

    patni..jan miljayegi be shak tum ko janam
    piyar biwi ke jesa na mil payega

    ham he wo jo kuch bhi kar jate hei
    patti ke liye zinda bhi jaljate hei

    satti hoti hei sabhi biwi koi pati nhi hote
    yehi piwi me or pati me fark he jan

    lakh tu ham ko sattaye ya rulaye janam
    fir bhi de denge tujhe jan ye dam rkhte hei

    pati. kitna karti ho piyar ye malum huwa
    mafkar do mujhe me kusur war huwa

    ab kabhi na kahunga tum ko me meri jan
    kesi biwi hei jo zulm kiya karti hei

    har pal pati ka khun piya kar ti hei
    patni ki nok jhok bibbo ki zaabani

    written by hameeda

  49. as slamu ale kum

    apni barbadi ke qisse me btati kisko

    me pareshan hun ye baat btaun kisko

    koi bhi apna nahi aaj ki duniya me suno

    jis ko samjha tha apna btaun kisko

    pyaar chahat wafaye kareejisse

    mil saki phirbhi na wafa btau kisko

    tuat kar me bikhar gai gham mei

    dil ki bate hei ye kese btau kisko

    written by hameeda

    apnakhayal rakhna

    ALLAH HAFIJ

  50. as slamu ale kum

    Chen milta nahi tere bin maa

    Chodh kar kun mujhe gai tu maa

    Teri yaadon me dil tadhafta he

    Kesi tanhaai degai tu maa

    Ashq aankhon mei aees aye hei

    Ash ruk te nahi tere bin maa

    Aaja-aaja pukare dil mera

    Kon se des tu gai he maa

    Dam nikal jaye na tere gam me

    Kitna (bibbo) pukare ajaa maa

    apna khayal rakhna

    ALLAH HAFIZ

    written by hameeda

  51. –static–bg_psychefuschia_1.gifas slamu ale kum

    Dil ka mosam ajeeb lagta he

    Ajnabi aaj duniyaa lagti he

    Aati ensaniyat kahi na nazar

    Kesi duniya ajeeb lagti he

    Aaj rishta sab ka pese se

    Peasa sab ki aaj ulfat he

    Behn bhai or patti patni

    Aaj pease se pyar kar te hei

    Ham hi pagal hei aaj duniya mei

    ensaan or ensaniyat pe marte hei

    Aaj ensaaniyat bhi bikti he

    Shan -e- shoqat pe sabhi marte hei

    Jurm karne se koi darta nahi

    peat ensaniyat se bharta nahi

    Kaat kar peat dusron ke sabhi

    Apni jholi sirf bhar te hei

    Jis pe dalo nazar akela he

    Mehngi chahat bhi aaj lagti he

    Ya khuda mujh ko ye btade tu

    Aesi duniya kun aaj lagti he

    apna khayal rakhna

    ALLAH HAFIZ

    written by hameeda ameer

  52. as slamu ale kum

    Dil ka shisha tuat kar tukde huwa kurcha huwa

    Phir bhi tu nadan kehta he ki bollo kya huwa

    Teri ulfat mei duniya ko bhula dala magar

    Tu magar duniya me uljha keh raha he kya huwa

    Meri ye khamosh nazrei deed ki pyasi rahi

    Chand taron ne nzaron ne dekha kya huwa

    Raat bhar roti rahi mei yad me teri sanam

    Sub.ha ko tune hi puncha aankh me ye kya huwa

    Dil lagi meri to ye dil ki lagi hi bangai

    Aap ko eska nahi ehsas to phir kya huwa

    Jan jayegi meri sajan tere hi pyar mei

    Tu to bhir bhi ye kahega kya huwa kese huwa

    apna khayal rakhna

    ALLAH HAIZ

    written by

    hameeda ameer

  53. as slamu alekum

    Kyaa mila mujh ko deke gam rabba

    Meri mamta ko leke o rabba

    Yaad maa ki mujhe stati he

    Raat din yaad maa wo ati he

    Ashq rukte nahi hei roke se

    Kyaa mila mujh ko yun rula rabba

    Maa ke jesa nahi hei kio yahaan

    Dil to kehta karlun me sajda

    Ankhei dundei mile na koi nishan

    Thak gaye mere hosle rabba

    Maa ke jessa nahi koi dujja

    Dil ko bhata nahi koi dujja

    Sajda me maa ko baar baar karon

    Mafee dede mujh mere rabba

    Maa meree bhej de wapas tu

    Karle tu ye qabul duwaa rabba

    apna khayal rakhna

    ALLAH HAFIZ

    written by hameeda ameer

  54. as salamu ale kum

    eshq kar na he to phir eshq ka dastur suno
    sari dunia mei kiya naam – wo naam suno

    shi.ri-faar haad ne wo kesi wafayei ki thi
    mar gaye eshq me hans te 2 … zaraa yaad karo

    soni mahiwaal ne kyaa eshq kia yaad karo
    pyaar ke naam pe jaan gawai ye bhi to suno

    leylaa-leylaa karte majnu khaq chani sehra mei
    mar gaye wo khushi se dono yaad unko bhi karo

    pyaar karna asaan hei- nibha hi bahut mushkil he
    pyaar karo to nibhana tum bhi .. ye baat suno

    sachchi hogi jaha ulfaat wo karega na dagaa
    chaho jis ko umr bhar nibhana… ye baat suno

    (bibbo) ne pyaar kiya or nibhaya wadaa
    pyaar ke wade pe jaan gawai ye bhi suno

    written by hameeda ameer
    apna khayal rakhna
    allah hafiz bibbo

  55. atif great singer pure world me atif jaisa singer nahi hai


Leave a reply to hameeda Cancel reply